Monday, August 6, 2012

JAISTSAHAB:

Aaj phir uski yaad ne rula diya,
kesha hain ye chera jisne ye sila diya,
do lafj likhne ka salika na tha,
uske pyar ne mujhe shayar bana diya….

3 comments:

  1. Mohabbat Ke Sapney Wo Dikhaatay Bahut Hain..
    Raaton Main Wo Hum Ko Jagaatay Bahut Hain..
    Main Aankhon Main Kaajal Lagaaun To Kaise..
    In Aankho Ko Log Rulaatay Bahut Hain!

    © http://shayari.co.in/#ixzz22lUBeJZq

    ReplyDelete
  2. Ek Hasti hai jo Jaan hai Meri,
    Jo Aan se barh kar Maan hai Meri,
    Khuda Hukum dai to kar don sajda usay,
    Kyon k woh koi aur nahi Maa hai meri…

    ReplyDelete